aaj k date me mere pass apna kuch bhi nahi hai
mobile bhi udhaar ka hai
laptop ya desktop apne pass nahi hia
jo bhi kapde pahea raha hoon wo sab 5 6 saal pure hain,
chaddhi baniyaan bhi sasuraal ka diya hua hai apna khareeda hua nahi hai
juta fata hua hai saal se jayada hi ho gaya hai aur 3 baar silwa chuka hoon