Wednesday, November 5, 2025

5 nov 2025

 aaj k date me mere pass apna kuch bhi nahi hai

mobile bhi udhaar ka hai

laptop ya desktop apne pass nahi hia

jo bhi kapde pahea raha hoon wo sab 5 6 saal pure hain,

chaddhi baniyaan bhi sasuraal ka diya hua hai apna khareeda hua nahi hai

juta fata hua hai  saal se jayada hi ho gaya hai aur 3 baar silwa chuka hoon

No comments: